Monday, March 15, 2010

na jaao saiyaan, chhuda ke baiyaan

jo tum na hoge, to kya kahungi, kya kahungi
na jaao saiyaan, chhuda ke baiyaan
kasam tumhari main ro padungi, ro padungi

ye bikhri julfe, ye khilta gajraa
ye meheki chunri, ye mann ki madira
ye bikhri julfe, ye khilta gajraa
ye meheki chunri, ye mann ki madira
ye sab tumhare liye hain preetam
main aaj tumko na jaane dungi, jaane naa dungi
na jaao saiyaan, chhuda ke baiyaan
kasam tumhari main ro padungi, ro padungi

main tumhri daasi, janam ki pyaasi
tum hi ho mera shringar preetam
main tumhri daasi, janam ki pyaasi
tum hi ho mera shringar preetam
tumhare raste ki dhool le kar
main maang apni sada bharungi, sada bharungi
na jaao saiyaan, chhuda ke baiyaan
kasam tumhari main ro padungi, ro padungi

Jo mujhse akhiyan chura rahe ho
To meri itni araj bhi sun lo
Jo mujhse akhiyan chura rahe ho
To meri itni araj bhi sun lo
Piya meri ye araj bhi sun lo
Tumhare charnon mein aa gayi hu
Yahin jiungi, yahin marungi, yahin marungi

This song is from the film Sahib Bibi Aur Ghulam. The film was released in 1962 under the direction of Abrar Alvi. The film got many filmfare awards in that year. This film also got the President’s Silver Medal.

No comments:

Post a Comment